(Tumhara lehja badal raha hai) Wohi hai dharti, falak wohi hai
Ye dil samandar, bhanwar se nainaan Yakeen wohi hai, gumaan wohi hai Ye chand aur kehkishaan wohi hai Tumhaari soorat tumhaari moorat Tumhari baatain wohi hain lekin Boht dino se ye lag raha hai Samaaton se utar k sooraj pighal raha hai Tumhara lehja badal raha hai....
It is good to read urdu but earning in urdu was never been easy, Click here to start it now.
ReplyDelete