Thursday, January 28, 2010

Thursday, January 21, 2010

Wo bazi jeet jata ha mere chalaak honey tuk!


Samaj jata hon lekin der sey main dao pach us k
Wo bazi jeet jata ha mere chalaak honey tuk!

Tuesday, January 19, 2010

Apnay ihsas sey cho kar mujey sandal kar du

Apnay ihsas sey cho kar mujey sandal kar du
Main k sadion sey adoora hon mukamal kar du

Na tumain hosh rahey aur na muje hosh rahey
Ish qadar toot k chahoo muje pagal kar du

Dhoop hi dhoop main toot k barso muj par
Ish qadar barsoo mere rooh ko jal thal kar du

Saturday, January 16, 2010

Tazzad! Muje tum sey mohabbat ha


Muje aksar ye kehte thi
k itni baar kehtay ho
muje tum sey mohabbat ha
k ab dil par ye sunne sey
asar koi nai hota
magar jab aaj danista
nahi bola usey maney
muje tum sey mohabbat ha
tu us ki ankh bahr aye!!!

Wednesday, January 13, 2010

Monday, January 11, 2010

Sitaroon sey agey jahan aur b hain



Sitaroon sey agey jahan aur b hain
Abi ishq k imtihaan aur b hain

Tera dil tu ha sanam ashna,tujey kya miley ga namaz main


Jo main sir ba-sajda hoa kabi,tu zameen sey aney lagi sadaa
Tera dil tu ha sanam ashna,tujey kya miley ga namaz main

Thursday, January 7, 2010

Mohabbat tum sey kitni ha,mohabbat muj ko kitni ha


Dain ankh ka dainya kona bheeg gaya ha by Noshi Gilani



Dain ankh ka dainya kona
January ki kitni shamain aye
a kar beet gain
Dil ne koi ahat koi dastuk mehsoos na ki
Lekin saat baras baad
Aaj ki shaam main
janey kya ha
Dain ankh ka dainya kona bheeg gaya ha
By Noshi Gilani

Wednesday, January 6, 2010

Jo shajar ko hon pyarey wo patey nahi girtey



Khazaoon main hota ha imtihaan wafaoon ka
Jo shajar ko hon pyarey wo patey nahi girtey

Monday, January 4, 2010