Wednesday, December 30, 2009

Saturday, December 19, 2009

Khusboo ki tarah guzroo mere dil ki gali sey


Khusboo ki tarah guzroo mere dil ki gali sey
Phoolon ki tarah muj pe bikhar jao kisi din

Sunday, December 13, 2009

Chirioon se kaho shak e nashemaan sey na utrain


Chirioon se kaho shak e nashemaan sey na utrain
ish dour ka har shaks uqaboon ki tarah ha

Charaag o aftaab gum bari haseen raat thi


sath mere tu b ruswa ho gaya


Apni ruswai sey ha barh kar ye gham
sath mere tu b ruswa ho gaya

Barishon k mousam main


Raat abi tanhai ki pheli dehleez par ha


Raat abi tanhai ki pheli dehleez par ha
aur mere janib hath barhati ha
Soch rahi hon
un ko thamoon
zeena zeena sanatoon k tehkhanoon main utroon
ya apne kamrey main theroon
chand mere dehleez par dastak deta ha
Parveen Shakir

Wo raiza raiza tha aur apne ikhtiya main tha


Muje tha zaham magar main bikhar gaya Mohsin
Wo raiza raiza tha aur apne ikhtiya main tha

Bhoolta kon ha waqt k ghaoo ko


Dewangi sey kam na thi kuch apni justujo


Dewangi sey kam na thi kuch apni justujo
Hum bewafa jahan main wafa dhontay rahey

Mehromioon k dour main kin hasratoon k sath
hum patharoon k dil main Khuda dhoondtay rahey