Baadbaan khulnay se pehlay ka ishaara dekhna Main samandar dekhti hun tum kinara dekhna
Yunbicharna bi boht aasaan na tha us se magar Jaatay jaatay us ka wo mur kar dubaara dekhna Kkis shbahat ko liay aya hai darwazay pe chand Ae shab-e-hijraan zara apna sitara dekhna Aainay ki ankh hi kuch kam na thi meray liay Jaanay ab kia kia dikhaey ga tumhara dekhna
No comments:
Post a Comment