Thursday, January 7, 2010

Dain ankh ka dainya kona bheeg gaya ha by Noshi Gilani



Dain ankh ka dainya kona
January ki kitni shamain aye
a kar beet gain
Dil ne koi ahat koi dastuk mehsoos na ki
Lekin saat baras baad
Aaj ki shaam main
janey kya ha
Dain ankh ka dainya kona bheeg gaya ha
By Noshi Gilani

No comments:

Post a Comment